woh puraani si kitaab tumhara intezaar karti hai us diary jisme tumne do saal pehle likha tha uske kaafi panne abhi bhi khali hai pukaar ti hai woh galiyaan tujhe jimne tune apni zindagi guzari woh puaarna makaaan woh chacha ki toffee ki dukaan aaj bhi wahi hai chacha ki umar hogayi hai ab lekin… Continue reading Woh Bachpan
Tag: Urdu Poetry
Arse hue (Hindi Post)
Kabhi toh aao khayalo main Yahan sunsaani aksar hojati hai Kabhi toh aao aangan main hamare Yahan dhoop aksar rehti hai Na Jaane Kitne arse hue Is tamanna ko Ki aaye woh yaha Zindagi yuhi guzri chali gayi Na gayi sunsani Na hi gayi yeh dhoop yaha se -Jafar Rehman
Kahin
Kaafi arse se
I've always loved urdu/hindi poetry but never wrote much. This is where I wrote a certain thing and I'm sharing the same with you. Tell me if you share the same interest 🙂