Kuch tasveere mez par bikhri thi, Diary ke panno par Kuch alfaaz bhi usi tarah bikhre thePiyali bhari thi, Main bhi bhara sa thaTum kaha they, mujhe pata na thaThandi chai, thanda mausam Aur ek naya khali pannaMeri umeed ban gaye…
Tag: tea
Raat ke andhere mai
Cigarette aur chai
Un sardiyon ki raaton main Mere haath mai ek cigarette thi Aur tumhare haath mai chai ka cup Hum dono ek thele par baithe Andheri sunsaan raat mai Baate kar rahe the Kohre ke saath Hamare muh se dhuan nikal raha tha Us hisaab se toh Cigarette tum bhi pee rahi thi Maine haskar yeh… Continue reading Cigarette aur chai