Mausam

hawao nerukh badalliya thadecember thasard hawaeinkamre mainzara sijheeriyon seandar aaneka raastadhoond leti thithande jismoki rooh kaanpe lagtidur durkoi umeed nahisirf mayusidekhte dekhteye december sefurvary (february)aagaya aur saathtez dhoopaur naye phool le aayasadak paar ek nanga pedab laal rang kephool pehna thasaath hi uskehare pattedhoop mainchamakne lageneeche khadi puraanisafed gaadiki chhat (top) nebhi ab rangbadal liyadhool… Continue reading Mausam

Jab | When

jab hum baat nahi karte toh main kho jaana pasand karta hun aksar nikal jaata hun khali sadko par kuch dhundne aur aksar hi khali haath wapis bhi aajata hun der raat ko pata hai tumhe radio par alag kisam ke shows aate hai ab aadat si hogayi hai mujhko unko sunne ki woh dhun… Continue reading Jab | When

Khoye Log

Kya yeh khoye hue log kabhi milte hai? Kya hota hai inka koi thikana? Woh jisko maine Dekha aaj haath failate hue Traffic signal par Kya woh ho sakta hai Ek khoya hua? Kya yeh khoye hue log milte hai kabhi? Bheed bazaro main Beech sadak par Ya fhir khali masjid Ye khali mandir main?… Continue reading Khoye Log

Raat

Sard raaton mai Tum syahi ki tarah Kuch ghul se gaye the Rang tumhara Halka toh hua tha Par woh nasha ab bhi tha Woh mehek gayi nahi thi Sard raaton mai Tum syahi ki tarah Kuch ghul se gaye the Maine chaha poochna tum se Par tum tez chale jaa rahe the Tumse kadam milana… Continue reading Raat