Mere din raaton mai ghul gayeRaat ka maqsad hi khatam ho chala Gaflat mai padha mainRaat ko guzarta dekh gayaSubah ko maine Aasmano ke woh rang bhi dekhe Ghane baadlon ne din ko gher rakha thaPar na baarish thi na koi hawa thiEk andhera sa thaDin main bhi raat si thi Aur kuch isi tarahMere… Continue reading Maqsad
Category: Urdu Poetry
Panne
Raat
Sard raaton mai Tum syahi ki tarah Kuch ghul se gaye the Rang tumhara Halka toh hua tha Par woh nasha ab bhi tha Woh mehek gayi nahi thi Sard raaton mai Tum syahi ki tarah Kuch ghul se gaye the Maine chaha poochna tum se Par tum tez chale jaa rahe the Tumse kadam milana… Continue reading Raat
Chupke se
Chupke se aati Hai yeh yaad teri Bhare dine main Kahi jheeri se Aakar sama jaati hai Chukpe se aati Hai yeh yaad teri Mez par baithe Kaam karte waqt Chukpe se aati Hai yeh yaad teri Khana khate waqt
Raat ke andhere mai
Cigarette aur chai
Un sardiyon ki raaton main Mere haath mai ek cigarette thi Aur tumhare haath mai chai ka cup Hum dono ek thele par baithe Andheri sunsaan raat mai Baate kar rahe the Kohre ke saath Hamare muh se dhuan nikal raha tha Us hisaab se toh Cigarette tum bhi pee rahi thi Maine haskar yeh… Continue reading Cigarette aur chai
Arse hue (Hindi Post)
Kabhi toh aao khayalo main Yahan sunsaani aksar hojati hai Kabhi toh aao aangan main hamare Yahan dhoop aksar rehti hai Na Jaane Kitne arse hue Is tamanna ko Ki aaye woh yaha Zindagi yuhi guzri chali gayi Na gayi sunsani Na hi gayi yeh dhoop yaha se -Jafar Rehman
Kahin
Kaafi arse se
I've always loved urdu/hindi poetry but never wrote much. This is where I wrote a certain thing and I'm sharing the same with you. Tell me if you share the same interest 🙂