jab hum baat nahi karte toh main kho jaana pasand karta hun aksar nikal jaata hun khali sadko par kuch dhundne aur aksar hi khali haath wapis bhi aajata hun der raat ko pata hai tumhe radio par alag kisam ke shows aate hai ab aadat si hogayi hai mujhko unko sunne ki woh dhun… Continue reading Jab | When
Category: short poetry
Main (Hindi)
Main woh sab hoonMain kissa hoonMain adhoori kahani hoonMain ek yaad hoonMain ek parchai hoonMain kuch bhi nahi hoon Main woh sab hoonJo ho na saakaMain ek waadaa hoonMain ek baat hoonEk adhoori baat hoon Main ek adha likha panna hoonMain aadhi botal roshnai hoonMain ek yaad hoonEk parchai hoonMain kuch bhi toh nahi hoon… Continue reading Main (Hindi)
Creaking Door
The door creaksAnd it takes me to a different timeI remember a tapThat always leaksA big patch on the wallThat sometimes dripsA door that won't closeUntil pushed hard. A small plantAnd a few mushroomsFind their way on the old exposed wallThe paint is nearly goneBlack and greenish mold finally eats up the wall Door creaks… Continue reading Creaking Door
Maqsad
Mere din raaton mai ghul gayeRaat ka maqsad hi khatam ho chala Gaflat mai padha mainRaat ko guzarta dekh gayaSubah ko maine Aasmano ke woh rang bhi dekhe Ghane baadlon ne din ko gher rakha thaPar na baarish thi na koi hawa thiEk andhera sa thaDin main bhi raat si thi Aur kuch isi tarahMere… Continue reading Maqsad
Panne
Raat
Sard raaton mai Tum syahi ki tarah Kuch ghul se gaye the Rang tumhara Halka toh hua tha Par woh nasha ab bhi tha Woh mehek gayi nahi thi Sard raaton mai Tum syahi ki tarah Kuch ghul se gaye the Maine chaha poochna tum se Par tum tez chale jaa rahe the Tumse kadam milana… Continue reading Raat
Raat ke andhere mai
Cigarette aur chai
Un sardiyon ki raaton main Mere haath mai ek cigarette thi Aur tumhare haath mai chai ka cup Hum dono ek thele par baithe Andheri sunsaan raat mai Baate kar rahe the Kohre ke saath Hamare muh se dhuan nikal raha tha Us hisaab se toh Cigarette tum bhi pee rahi thi Maine haskar yeh… Continue reading Cigarette aur chai
Woh Bachpan
woh puraani si kitaab tumhara intezaar karti hai us diary jisme tumne do saal pehle likha tha uske kaafi panne abhi bhi khali hai pukaar ti hai woh galiyaan tujhe jimne tune apni zindagi guzari woh puaarna makaaan woh chacha ki toffee ki dukaan aaj bhi wahi hai chacha ki umar hogayi hai ab lekin… Continue reading Woh Bachpan
Last pages
The last 50 pages A hot summer night And a thought of you. -Jafar Rehman P.S. 'You' here can be food.